Song 23 / 29
यीशु ही की बातें
छोटी-छोटी मुँह से बोलो मीठी-मीठी बातें,
हर घड़ी, हर पल में बोलो यीशु की ही बातें।
1. घर में, पड़ोस में,
स्कूल में, कॉलेज में,
हर घड़ी, हर पल में बोलो यीशु की ही बातें।
छोटी-छोटी...
2. गाँव में, शहर में,
देश में, परदेश में,
हर घड़ी, हर पल में बोलो यीशु की ही बातें।
छोटी-छोटी...
Chhoti-chhoti munh se bolo meethi-meethi baatein,
Har ghadi, har pal mein bolo Yeshu ki hi baatein.
1. Ghar mein, pados mein,
School mein, college mein,
Har ghadi, har pal mein bolo Yeshu ki hi baatein.
Chhoti-chhoti...
2. Gaon mein, shehar mein,
Desh mein, pardesh mein,
Har ghadi, har pal mein bolo Yeshu ki hi baatein.
Chhoti-chhoti...
