Song 16 / 29
स्तुति आराधना ऊपर जाती है
स्तुति आराधना ऊपर जाती है,
आशीषें लेकर नीचे आती है।
स्तुति आराधना ऊपर जाती है,
आशीषें लेकर नीचे आती है।
प्रभु हमारा कितना महान,
देखो हमसे करता है प्यार।
प्रभु हमारा कितना महान,
देखो हमसे करता है प्यार।
हालेलू, हालेलूयाह!
हालेलू, हालेलूयाह!
विनती और प्रार्थना ऊपर जाती है,
उत्तर लेकर नीचे आती है।
विनती और प्रार्थना ऊपर जाती है,
उत्तर लेकर नीचे आती है।
प्रभु हमारा कितना महान,
देखो हमसे करता है प्यार।
प्रभु हमारा कितना महान,
देखो हमसे करता है प्यार।
हालेलू, हालेलूयाह! (4)
Stuti aradhana upar jaati hai,
Aashishein lekar neeche aati hai.
Stuti aradhana upar jaati hai,
Aashishein lekar neeche aati hai.
Prabhu hamaara kitna mahaan,
Dekho humse karta hai pyaar.
Prabhu hamaara kitna mahaan,
Dekho humse karta hai pyaar.
Hallelu, Hallelujah!
Hallelu, Hallelujah!
Vinti aur prarthana upar jaati hai,
Uttar lekar neeche aati hai.
Vinti aur prarthana upar jaati hai,
Uttar lekar neeche aati hai.
Prabhu hamaara kitna mahaan,
Dekho humse karta hai pyaar.
Prabhu hamaara kitna mahaan,
Dekho humse karta hai pyaar.
Hallelu, Hallelujah! (4)
